दिल की बातें तुम्हे समझ नहीं आएँगी ..
किसी की कहानियों में तो किसी के किस्से मैं आ गए थे हम,
जो अपना हिस्सा औरों में बाँट देता था उसके हिस्से मैं आ गए थे हम.
meharwaan vo ham pe har raat huya karti thi..
aankh lagte hee khuaawon mai mullakaat huya karti thi..
chhod ke gyi jis raat vo uski aankhon mai ek anshu nhi tha,
sala ese mausum mai toh bhari barsaat huya karti thi..
tareef kya ki hamne unke chehre ki unhone toh apna shingaar hee badal liya..
hamne chumma kya diya unke gaalon par unhone toh galle ka haar hee badal liya..
kehte hain ki mere pyaar ko tum dhokha matt samjhna toh btaao mai kya samjhu,
do pal ke liye ham unse door kya huye unhone toh apna pyaar hee badal liya..
kehti thi ki hme jhel nhi sakte isliye chhod rahe hain,
toh pyaar jtaane ka tareeka badlate magar unhone toh apna yaar hee badal liya..
badduaayain deta hoon roj tumhe khudgaraj kon tha ye tum bhi pehchaan sako..
duaa hai ki tumhara ashiq mar jaaye or tum zinda raho taaki mera dard jaan sako..
deke vo dard dil ko kisi or se dil lgaane bhi gye..
hamne phir bhi dil se chaha unko or dil dikhaane bhi gye..
mohbbat bhi kin dino mai kar li hamne dil milaane the hme,
ye corona beech mai aa gya ab toh hath milaane se bhi gye..
tum karo baatain apne ishq se ham apne ishq par gumaan nhi karenge..
tumne shayar se mohbbat ki bhool jaao ki tumhe badnaam nhi karenge..
tumhare ishq ki baatain hamne tumhare hee honthon mai chhipa rakhi hai..
tum padho baat mere dil ki ya na padho magar hamne to dil ko bta rakhi hai..
jab se toda tumne mujhe tab se tumhe badnaam karne ki kasam khaa rakhi hai..
kah dena apne asshiq se ki thoda sambhal kar pyaar kare,
varna log ye na kahe ki pyaar mai bhi shayar ne hee dhoom machaa rakhi hai..
Comments
Post a Comment